Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

Jannah - Topics
Create Your Own App Store

* Jannah > Topics


Subject: @ISLAM_OUR_ SCINCE@
Replies: 52 Views: 916
1-> 7->>

devidhu 20.12.10 - 07:53am
aap is topic par islam ne hame kaun kaun se scincey tasavvur se waqrf karwaya us ke taalluq se malumat likh sakte hai *

devidhu 20.12.10 - 08:03am
miswak ka tasavvur hame islam ne diya us ke bad yahi nam TOOTH BRUSH ke naam se mausum hua *

devidhu 20.12.10 - 08:07am
zamin harqat me hai ya sakin?pls send answer by sms *

aysha111 20.12.10 - 06:51pm
Zamin harkat me hai. / / mashaAllah, thanx, very very nyce topic. *

devidhu 20.12.10 - 07:20pm
laiki quran paak ne ise sakin bataya hai aayatiza zulzilatilardi zilzala ha *

devidhu 20.12.10 - 07:23pm
TARJUMA zamin tharthara udhegi jis tarah is ka thartharana thama hua hai *

devidhu 20.12.10 - 07:33pm
AAP BHI SAWAL KAR SAKTE HO *

aamir79 20.12.10 - 08:23pm
Celebratng Eid-milad-ul-NABI IS BIDA GVE UR CMNTS *

aysha111 21.12.10 - 02:33am
Yes its a bidah. *

devidhu 21.12.10 - 03:31am
ZAMIN SAKIN HAI eg hawai jahaz ka har waqt ek maqam se doosre maqam per mutayyan waqt me pahunchna jab ke us ka zamin *

devidhu 21.12.10 - 03:33am
se taalluq munqata hota hai *

devidhu 21.12.10 - 03:38am
eg2:parindo ka milo ginti safar tay karna our sham ko waqte mutayyan per apne maqam per pahunbhna *

devidhu 21.12.10 - 03:48am
plz send meaning BIDAH *

aysha111 21.12.10 - 09:24am
Bidah means Innovation ,, Bid'at @ devidhu *

devidhu 21.12.10 - 06:47pm
plz send meaoing of bidat *

devidhu 21.12.10 - 06:50pm
EID_E_MILAD BIDAT_E_HASNA HAI jis ke karne se sawab zaroor milega laikin na karne per koi gunah nahi *

aysha111 21.12.10 - 07:43pm
Bro. Islam me nayi chiz ki izad Bid'at hai. *

devidhu 22.12.10 - 05:12am
sis meaning puchne ka matlab ye hai ke EIDeMILAD ko bid'at is tarah se kaha jata hai ke ye koi gunah ho jab ke ye *

aysha111 22.12.10 - 11:17am
Bro. Me janti hu eid milad un nabi mohammed(saw) ki Mohabbat me banayi jati hai. Magar aap khud bataye kiya Sahaba Mohammed(SAW) se kam Mohabbat karte the.? Nahi,, balki Sahaba (RA) to Huzur(SAW) ke ishare par apni Jaan luta diya karte the. Lekin aap dekhe ki Sahaba ne itni Mohabbat ke baad bhi kabhi Milad nahi manayi. *

2romeeo6 22.12.10 - 11:22am
hi.frnd *

devidhu 25.12.10 - 06:41am
sahaba ne to bahot si aisi baten nahi ki jo aaj ham kar rahe hai jaise IMAME AZAM ABU HANIFA ki pairvi *

devidhu 25.12.10 - 06:56am
sahaba ke bad aisi bate paida ho gai ke kya sahi our kya galat?char imamo se hame sahi our galat me tamiz agai *

devidhu 25.12.10 - 07:01am
isi tarah ISQE NABI SWA imane haq ki dalalat karta hai our EID MILLAD isqe nabi swa ki kasoti hai jis ke manane walo se *

devidhu 25.12.10 - 07:08am
ishq ki hararat jalwager hoti hai our yahi iman ki dalalat hai KalmaNamazRozaZakatHajj to sabhi karte hai laikin sabhi *

devidhu 25.12.10 - 07:20am
sabhi musalman ho zaruri nahi jab taq un ke dil me isqe nabi na ho our pura QURAN PAAK BHI ISHQE NABI SE LABREZ HAI is *

devidhu 25.12.10 - 07:34am
ke liy aqidat wala dil chahiy huzur ki shaan jis se numaya ho our use koi bura kahe us per rabbe qadir ki lanat hai *

devidhu 25.12.10 - 07:41am
jaiseaAbuLahabNe tablige islam ke waqtHUZURko mazallah pagal kaha allah tala ne radd me surahTABBAT YADA utar di *

devidhu 25.12.10 - 07:48am
agar hame allah our us ke rasul swa ko khus karna hai to isqe nabi me EID E MILAD MANANA chahiy *

aysha111 25.12.10 - 06:47pm
Iska matlab Sahaba(RA) ne Allah aur Mohammed(SAW) ko khush nahi kiya tha. Or aaj hum Milad manakar Allah or Mohammed(SAW) ko khush kar rahe hai.? *

aysha111 25.12.10 - 06:49pm
Mere bhai hume Sahaba(RA) ki tarah banna chahiye. Jinse Allah SWT raji huwa. *

devidhu 26.12.10 - 07:18pm
Aaj ke pur fitn daur me islam72firqo me bata hua hai eid milad ki wajah se muslim or munafique me imtiyaz paida hota hai *

devidhu 26.12.10 - 07:32pm
huzur swa ke daur me islam firqo me taqsim nahi tha us waq sabhi ke aqide saaf the *

aysha111 28.12.10 - 07:55am
Devidhu,,, mere bhai kash aap milad un nabi ki jhuti fazilat par gor karne ki bajay Quran or Hadith par gor kar lete to shayad ye na kahte,,, mere bhai Munafiq or kafir ko Musalman se alag karne wali chiz namaz hai. Or Achchhe Akhlaq, nek kam hai. Na ki milad un nabi.,,, Allah ke pyare habib Mohammadur rasulullah(saw) ne farmaya : gair islamic kom ki mushabihat ikhtiyar na karo. Jese ki isayi log esha(AS) ka birthday banate he. Hindu log ramnavmi par ram bhagwan ka birthday banate hai. Aisa he baki kom ke log karte hai. Aur fir agar hum musalman bhi Mohammed(SAW) ka birthday manayenge to hum me gair islami komo me kiya fark rah jayega. *

devidhu 2.01.11 - 11:59pm
shayad tumne sahaba ki zindagi ko na padha warna hz hassan ibne sabit ki milad ki fazilat ke munkir na hote *

aysha111 4.01.11 - 06:57am
Achchha ji, jara mujhe bhi ye fazilat batao. *

thegame 31.01.11 - 03:40am
Assalamu alaikum friends :-) *

thegame 31.01.11 - 03:44am
1St of all prophet muhammad saw never given permission to celebrate such things than why have to do that we should do what prophet Muhammad saw said to do and must not do such things which are not allowed :-) *

aysha111 31.01.11 - 05:15pm
Wa'alaykumus salaam,,, exactly my bro. *

thegame 31.01.11 - 05:27pm
I'm not right prophet Muhammad saw is always right *

aysha111 31.01.11 - 05:42pm
oops,, thanks waseem ji,, May Allah SWT Bless you. *

thegame 31.01.11 - 05:47pm
Aysha are you salaf ? *

thegame 31.01.11 - 05:48pm
Jazakallah *

aysha111 31.01.11 - 05:53pm
yes.GIF yes Alhumdulillah i am the SALAFI proud.GIF i hope u too.? *

thegame 31.01.11 - 05:54pm
Aap ko kya lagta hai aysha ji ? :p *

aysha111 31.01.11 - 05:57pm
Pata nahi ji,, aap he bata do.? *

thegame 31.01.11 - 05:58pm
Dear I'm salaf too :-) *

aysha111 31.01.11 - 06:00pm
MashaAllah,, m glad to hear it. *

thegame 31.01.11 - 06:07pm
Thanks dear *

devidhu 2.02.11 - 04:24pm
pl send mean SALAF *

wasim.1 3.02.11 - 09:06am
Salaf is a technical word means it is like a chain *

1sallu14 22.02.11 - 05:06am
I m tabligi....muje ye samaj nhi aa raha ke aap tablig me kyun nhi mante...muje koi batao ke kyu nhi mante....vajah kya iski............ *

1-> 7->>


* Reply
* Jannah Forum


Search:
topics replies


* Jannah

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store