Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

Jannah - Topics
Create Your Own App Store

* Jannah > Topics


Subject: ALLAMA IQBAL
Replies: 29 Views: 1240

sohel77 15.05.11 - 04:19pm
Dosto is topic me hum mashhur shayer ALLAMA IQBAL ki ghazle, najmen,dua ashar post kar sakte hain.unke bare me kuch malumat hai wo is tarah hai.









iq_pic_ajabgull_homepage.jpg
SIR MOHAMMAD IQBAL







Sir Muhammad Iqbal (Urdu) born ( November 9, 1877
April 21, 1938) was a Muslim poet and
philosopher born in Sialkot , British
India (now in Pakistan ), whose poetry
in Urdu and Persian is considered to
be among the greatest of the modern
era ,[1 ] and whose vision of an
independent state for the Muslims of
British India was to inspire the
creation of Pakistan. He is commonly
referred to as Allama Iqbal (, Allama lit . Scholar).
After studying in England and
Germany , Iqbal established a law
practice, but concentrated primarily
on writing scholarly works on politics ,
economics , history , philosophy and
religion. He is best known for his
poetic works, including Asrar -e -Khudi
which brought a knighthood
Rumuz -e -Bekhudi , and the Bang -e -
Dara , with its enduring patriotic song
Tarana -e -Hind . In Afghanistan and
Iran, where he is known as Iqbl -e
Lhor ( Iqbal of La )
, he is highly regarded for his Persian
works.
Iqbal was a strong proponent of the
political and spiritual revival of Islamic
civilization across the world, but
specifically in India ; a series of famous
lectures he delivered to this effect
were published as The Reconstruction
of Religious Thought in Islam
. One of the most prominent leaders
of the All -India Muslim League, Iqbal
encouraged the creation of a state in
northwestern India for Indian
Muslims in his 1930 presidential
address.







[2 ] Iqbal encouraged and
worked closely with Muhammad Ali
Jinnah, and he is known as muf*akir- e-
Pakistan ( The Thinker of Pakistan) ,
Shair -e -Mashriq ( The Poet of the
East) , and Hakeem- ul-Ummat (The
Sage of the Ummah ) . He is officially
recognised as the national poet in
Pakistan. The anniversary of his birth
(Ym -e
Weldat- e Muammad Iqbl) on
November 9 is a holiday in Pakistan. *

aysha111 15.05.11 - 07:32pm
I like him so much. . .particulerly i like his poem ''lab pe aati hai dua banke tamanna meri'' *

rahebar 16.05.11 - 02:17am
Sohel bhai acha topic banaya aap ne.
Allama Iqbal shayri dunya k king hai, in k naam se topic hona zaruri hai. *

sohel77 16.05.11 - 04:51am

lab pe ati hai dua ban k tamnna
meri.
zindagi shamma ki surat ho
Khudaya meri.
dur duniya ka mere dam andhera
ho jaye.
har jagah mere chamakne se ujala
ho jaye.
ho mere dam se yun hi mere watan
ki zinat.
jis tarah phul se hoti hai chaman ki
zinat.
zindagi ho meri parwane ki surat ya
rab.
ilm ki shamma se ho mujhko
mohabbat ya rab.
ho mera kam garibon ki himayat
karna.
dard -mandon se zaifon se
mohabbat karna.
mere Allah burai se bachana
mujhko.
neik jo rah ho us rah pe chalana
mujhko. *

rahebar 16.05.11 - 08:36pm

*** Allama iqbal ***



Tere ishq ki inteha chata hon,
meri saadgi dekh kya chata hon.


Sitam ho k ho wadai be hijabi,
koi baat sabr aazma chata hon.

Ye jannat mubarak rahe zahedon ko,
k main aap ka samna chata hon.

Zara sa to dil hon magar shauq itna,
wahi lan tarani sunna chata hon.

Koi dum ka mehman hon aye ahle mahfil,
chraqay saher hon bujha chata hon.

Bhri bazm me raz ki baat kah di,
bada be adab hon saza chata hon.


=================== *

sohel77 17.05.11 - 05:59am

ham mashriq k musalmanon ka dil
magrib mein ja atka hai
wahan kuntar sab billori hai , yahan
ek purana matka hai
is daur mein sab mit jayenge, han
baqi wo rah jayega
jo qayam apni rah pe hai, aur pakka
apni hat ka hai
ae shaikh-o - brahman sunte ho kya
ahl -e -basirat kahte hain
gardon ne kitani bulandi se un
qaumon ko de patka hai *

sohel77 18.05.11 - 05:44am
nahi tera nashe mann khusre sultani k gumbad par.
tu shahin hai basera kar pahado ki chatano par. *

sohel77 18.05.11 - 05:45am
6.gif

Wohi guftagu ka andaz wohi, Shaista,
lehja.
,Neelam, jaam hai ,Feroza, deedar lehja.
.
Zuban mein, Tarannum, -e -,Nighat,
ghazali
Naghma dil awaz, Seema, lehja
,Shireen, kalaam per, Shama,
,Mehjabeen,
,Tabassum, se Roshan, Aara, jamal lehja.
.
,Naseem, chali tou pheyl gai, Khushbu,
charsoo
Aur, Gul, - e- Rukh se, Nuzhat, Mehak,
lehja.
.
Pyar ki, Tehreem, ko Sehar tak andaz
likha
Aur, Farheen, kay chaman sa ujla lehja.


*

aysha111 18.05.11 - 06:00am
MashaAllah. . . . Sohel ji. . .ghazal ke sath bahut he pyari image post ki hai aapne. *

rahebar 18.05.11 - 06:33am
Sohel bhai bahot aala ghazal aur image hai,
aap ki To jitne tarif karo to utni kam hai. *

aasim07 18.05.11 - 10:26am
bahot umda ghazal hai.
mujhe ghazal to yad nahi magar 1 sher post kar raha hun.
masjid to banali shab bhar me imaa ki hararat walo ne.
mann apna purana papi hai barso me namazi ban na saka. *

sohel77 18.05.11 - 12:03pm
wow.aasim bhai bahot khub. *

sohel77 19.05.11 - 04:30am

nahin minnat - kash-e - tab- e-
shanidan dastan meri
khamoshi guftagu hai, bezubani hai
zaban meri
ye dastur- e -zaban- bandi hai kaisi
teri mahfil mein
yahan to bat karne ko tarasti hai
zaban meri
uthaye kuch waraq lala ne kuch
nargis ne kuch gul ne
chaman mein har taraf bikhri hui
hai dastan meri
ura li kumariyon ne tutiyon ne
andlibon ne
chaman walon ne mil kar lut li tarz-
e -fugan meri
tapak ai shama ansu ban k parwane
ki ankhon se
sarapa dard hun hasrat bhari hai
dastan meri
ilahi phir maza kya hai yahan duniya
mein rahne ka
hayat - e -jawidan meri na marg -e -
nagahan meri
*

sohel77 27.05.11 - 12:32pm
Sitaaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hai,
Abhi Ishq Ke Imtihaa Aur Bhi Hai. .
Taahi ZindagiSe Nahii Ye Fazaaye,
Yahaa Saikado Kaaravaa Aur Bhi Hai
.
Kanaa'at Na Kar Aalam-e-rang-o-bu Par,
Chaman Aur Bhi, Aashiyaa Aur Bhi Hai.
.
Agar Kho Gayaa Ek Nasheman To Kyaa Gham,
Maqaamaat-e-aah-o-fugaan Aur Bhi Hai.
.
Tuu Shahin Hai Parwaaz Hai Kaam Teraa,
Tere Saamane Aasmaan Aur Bhi Hai.
.
Isi Roz-o-shab Me Ulajh Kar Na Rah Jaa,
Ke Tere Zamin-o-makaan Aur Bhi Hai.
.
Gaye Din Ki Tanhaa Thaa Me anjuman Me.
Yahaan Ab Mere Raazadaan Aur Bhi.
*

solid898 27.05.11 - 01:36pm
hi friends my name is Iqbal hussain
*

rahebar 4.06.11 - 05:43am

IQBAL TEREY DAIS KA KIA
HAAL SUNAON!
Bebaki-o-Haq Goi se
ghabrata hai Momin,
Makkari-o-Farebi pe
itrata hai Momin,
Jis rizq se parwaz mein
kotahi ka darr ho,
Wo rizq ab badhay shoq se
khata hai Momin,
Kirdar ka, Guftar Ka,
Aamaal ka Momin,
Qail nahi aisay kisi janjal
ka Momin,
Sarhad ka Momin hai tou
koi Punjab ka Momin,
Dhonde se bhi milta nahi,
Quran ka Momin,
IQBAL TEREY DAIS KA KIA
HAAL SUNAON!
*

sohel77 5.06.11 - 03:25am
nyc ghazal bhai. *

aysha111 5.06.11 - 05:59am
MashaAllah rahebar ji. *

01awan01 5.06.11 - 06:19am
Nahi sajday kiye hum ne kabhi gairon ki chokhat pe

Hme jitni zarorat ho KHUDA se mang lete hain
*

sohel77 5.06.11 - 07:53am
nyc sharing bhai. *

sohel77 7.06.11 - 04:14pm
Iqbal bada updeshak hai mann baton me moh leta hai.
guftar ka ghazi ban to gaya kirdar ka ghazi bann na saka.
*

sohel77 9.06.11 - 11:42am
Muhabbat ki tamanna hai tu phir
woh vasf paida kar ,
Jahan se ishq chalta hai ,
Vahan tak naam paida kar ,
Agar sachai hai mere ishq men tu ay
bani adam,
Nigahen ishq paida kar ,
Jamal-e - zarf paida kar ,
Main tujh ko,
Tujh se ziada aur sab se ziada
chahon ga ,
Magar shart yeh k apny andar meri
justaju tu paida kar ,
Agar na badloun teri khatir har ik
cheez tu kehna ,
To apne aap men pehly andaz-e -
wafa tu paida kar.
*

rahebar 9.06.11 - 01:39pm
Wah bhai bahot umda ghazal. *

sohel77 9.06.11 - 06:34pm
ye sahi kam kiya ap ne ye sari Ghazal Allama Iqbal ki nahi thi. *

aysha111 9.06.11 - 06:37pm
lol.GIF sohel ji mene galat topic me post kar diya tha.ha ha ha. Me ab ghazal topic me post karne ja rahi hu. *

sohel77 13.06.11 - 08:07am
allama-iqbal.jpg



Khuda se husn ne ek roz yeh
sawaal kiya
Jahan mein kyon na mujhe
tune lazawaal kiya
Mila jawaab ke tasweer
khana hai dunya
Shabe draze udum ka fasana
hai dunya
Hoi hai roz e taghayyur se
jab namood uski
Wahi haseen hai haqiqat e
zawaal hai jiski
Kahin Qareeb se yeh guftagu
Qamar ne suni
Falak pe aam hoi akhter e
sehar ne suni
Sehar ne sitare se sunkar
sunai shabnam ko
Falak ki baat batadi zameen
ke mehram ko
Phir aye phool ke aaNsoo
payam shabnam se
Kali ka nannha sa dil khun
ho gaya gham se
Chaman se rota hoa
mausam e bahar gaya
Shabab sair ko ayaa tha
sogwar gaya.
*

rahebar 13.06.11 - 09:20am
Wow sohel bhai bahot umda ghazal hai. Good one. *

devidhu 15.07.11 - 06:19pm
mahfile kauno maka me sehro shaam phire
mai tohid ka lekar sifate jaam phire
koh me dasht me leka tera paigam phire
tujh ko malum hai kabhi nakam phire
dasht to dasht hai darya bhi na chode hamne
behre zulmat me dodadiy ghode hamne *

sohel77 16.07.11 - 07:14pm
v.nyc bro. *


* Reply
* Jannah Forum


Search:
topics replies


* Jannah

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store