Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

Jannah - Topics
Create Your Own App Store

* Jannah > Topics


Subject: ZAVIA BY ISHFAQ AHMED
Replies: 21 Views: 489

01awan01 5.06.11 - 04:04pm
2ZJLOMCj7LBjVX7o8J0A.jpg.My fvrt writer....ISHFAQ AHMED...plz read nd if u hav any quot of my fvrt wrtr plz share with me and my frndz in my group *

01awan01 5.06.11 - 04:08pm
Writer, intellectual and playwright Ashfaq Ahmed was born on August 22, 1925 in Muktasar district of Ferozepur in India. Javed Tariq, Mr Ahmeds nephew, told Daily Times that his uncle got his early education at Ferozepur, and then did his BA from La and Masters in Urdu from Government College in La . He started writing stories in his childhood, which were published in Phool magazine.

Ashfaq Ahmed will be long remembered for his prolific contribution as a writer, broadcaster, critic and an*lyst in the countrys intellectual history.

He was a man of scruples, who never discouraged others. He was a humble and contented person and lacked element of arrogance whatsoever. He had his own way of advancing argument and drawing conclusions on complex social issues.

Ashfaq Ahmed Folk Wisdom

*

01awan01 5.06.11 - 04:11pm
The famous writter of Pakistan Ashfaq Ahmed said a sentence for our nation, Jo qaum 2 mint signal par khari nahi ho sakti to wo apne pairo par kya khari hogi.

*

01awan01 5.06.11 - 04:14pm
Ashfaq Ahmed Likhtay Hain
1 Sawal Ne Mujhe Bohat Pareshan Keya,
MOMIN Aur MUSLIM Mein Kya Faraq Hai?
Bohat Logon Se Pucha Lekin Kissi K Jawab Se Mutmin Na Hua,
1 Daffa 1 Village Se Guzra
Dekha K 1 Baba G Gannay Ka Russ Nikaal Rahay Hain
Na Janay Dill Mein Kheyaal Aaya K Inn Se Sawal Poochon
Tou Main Ne Salam Keya Aur Ijazat Lae Kar Sawal Btaaya
He Thought & Replied!
Muslim Wo Hai Jo ALLAH Ko Manta Hai
Aur
Momin Wo Hai Jo ALLAH Ki Manta Hai.

*

01awan01 5.06.11 - 04:18pm
Mere paas 1 billi thi..
Us ko jab bhook lagti thi aa kar mere paown chatti thi.
Aur mein usay khana dey deta tha.
Eik din muje yeh khayal aya k yeh billi mujh se bohat behtar hai.
Is ko pakka yakeen hai ke apnay maalik ke paas se is ki talab poori ho gi,
Aur insan ko is baat ka yaqeen he nahi..
Insan har fikar apnay zimmay ley leta hai.
Un kaamon ki bhi jo us k ikhteyar main nahi hotay
*

01awan01 5.06.11 - 04:22pm
AshfaQ Ahmed Likhte Hain;
Rome (Italy) Mein Mera Traffic Chalan Hua,
Masroofiat k Baa'is Chalan Fee Time Pe Ada Na kar Saka,
Court Jana Para,
Judge ke Samne Pesh Hua To Usne Wajha Poochi,
Maine kaha ke Professor Hoon,
Bzy esa Raha ke Waqt Hi Na Mila,
Is Se Pehle ke Main Baat Poori karta Judge Ne kaha
A TEACHER IS IN THE COURT
or Sab Log kharay hogae or Mujhse Muafi Mang kar Chalaan Cancel kr diya.
Us Roz Main Us Qaum ki Taraqqi Ka Raz Jan Gaya
*

01awan01 5.06.11 - 04:26pm
ABA G mujhe marte the to AMI bacha leti thein 1 din men ne socha AGAR AMI PATAI KREN GI TO ABA G KAYA KRAIN GE ye daikhe k lie men ne AMI ka kaha na mana unho ne kaha bazar se dahi la 2 men na laya unho ne salan kam dia men ne zayada pe isras kiya unho ne kaha peeri pe beth k roti khao men zameen pe beth gaya or kapre mailey kr lie mera lahja b gustakhana tha mje puri twaqa ti k ami zaror maren gi magar unho ne mje seene se laga kr kaha KYON PUTAR MAA SADQE BEMAR TO NHI us waqt mere ansu the k rukte hi na the

MOTHERS R EVER GREAT LOVE U MOM *

01awan01 5.06.11 - 04:30pm
Achi bat to sub ko achi lagti hai jub tme kisi ki buri bat b buri na lage to samaj lena tmhe us se MUHABBAT hai

Tajurba insaan ko galat faisle se bachata hai magar tajurba galat fesly se hi hasil hota hai

Izat dil me honi chahie Lafzon me ni NARAZGI lafzon me honi chahie dil me ni

Khush naseeb wo nhi jiska naseeb acha hai Balke khush naseeb wo hai jo apne naseeb par khush hai . *

sohel77 5.06.11 - 04:32pm
awan bhai bhot hi sahi baten kahi hai. ASHFAQ AHEMAD.
aur ap ne humari malumat me izafa kiya shukriya. Insha Allah mai koshish karunga k ya unki kuch baten share karu. *

01awan01 5.06.11 - 04:35pm
thank_you.GIF bro *

01awan01 5.06.11 - 04:36pm
ISHFAQ SB NE ZAVIA 2 ME ARZ KIYA HAI K


Men ILAM se itna mutasir nhi hun jitna CHARACTER se hun ILAM KAMTAR cheez hai KARDAR BRI cheez hai Islie SAHIBAN KARDAR k qareeb jate hoe mujhe bra Khouf ata hai SAHIBAN ILAM se itna Khouf nhi ata dar nhi lagta *

rahebar 5.06.11 - 04:56pm
Awan bhai aap ne bahot achha topic banaya hai.
main b is me Ashfaq Ahemad sahab ki baten share karunga. *

01awan01 5.06.11 - 04:58pm
Men ne apne aba g se pocha k g ye kyon BECHAINI hai kyon itni PRESHANI hai kyon hum SAKON QALAB k sath or ITMANAN k sath nhi beth sakte to unhon ne kah k daikho tm apni Preshani ki POTLIAN apne samne na rakha karo inhen KHUDA k pas le jaya karo wo inko hal kar de ga tm inhen zor laga k khud hal karne ki koshish karte ho lakin tm inhen hal nhi kr sko ge *

01awan01 5.06.11 - 04:59pm
thank_you.GIF rehbar bro *

rahebar 5.06.11 - 05:02pm
Ashfaq Ahemad likhte hain k ....

Hum Allah ko Ek mante hain,


per,




Allah ki Ek nai mante !!!
*

01awan01 5.06.11 - 05:06pm
PARINDA islie gata hai k iske pas ek GEET hota hai or hum KHUDA ka zikar islie krte hain k Parinde ki taran hamare pas b uske nam ka Geet hai *

01awan01 5.06.11 - 05:19pm
Kehte hain k ek choti Machli ne bri machli se pocha kApa ye SAMANDAR kahan hota hai Us ne kaha jahan tm khari ho ye samandar hai Is ne kaha apne b wohi jahilon wali bat ki ye to Pani hai men to samandar ki talash me hn or men smjti ti k ap bri umar ki hain ap ne bra waqt guzara hai ap mje samandar ka btain gi Wo isko awazain deti rhi k choti machli tehro tehro meri bat sun k jao or smjo k men kya kehna chahti hn lakin us ne palat kr ni daikha or chali gai bri machli ne kaha kKoshish krene ki jadojhd krne ki bhagne ki koi zrort ni hai daikne ki or straight ankon k sath daikne ki zrort hai masle k ander uterne ki zrort hai jb tk tm masle k ander utar kr ni daikho ge tm isi taran bechain o be qarar rho ge or tme samandar nhi mile k ga *

01awan01 5.06.11 - 05:22pm
Jab insan Khawish Ki shidhat ko dheela chor kr bgair koi Aalan kiye bgair khat kasheeda kiye ya lain khainche chalta jae ga to pir asani mile gi *

01awan01 5.06.11 - 05:25pm
GREAT WRITER ASHFAQ AHMED KEHTE HAIN

Ek bat zindagi bhar yad rakna kisi ko Dhoka na dena Dhoke me bri jan hoti hai ye kbi marta nhi ghom phir kar ek din wapis apke pas hi pohanch jata hai kyon k is ko apne thikane se bohat MUHABBAT hoti hai *

01awan01 12.06.11 - 01:30pm
bhai log is me b kuch add karo na *

sohel77 12.06.11 - 02:25pm

Ashfaq Sahab : Baba ji yeh musalman
kon hota he ?
Baba ji : Musalman woh hota hai jis
ka dil saf ho aur hath gandey .. ...
Asfaq Sahab : Hath gandey se kia
matlab
Baba ji : dekh beta jab tum apne
bhai k kaam aao ge us k aansoo
poncho gey us to tumahre hath
gandey to hon ge na or yehi ek
musalman ki shan hai k woh apne
bhai k kaam ata hai.
*

sohel77 12.06.11 - 02:28pm

agar aap zameen pe kharay hon to
aap ko pahar (mountains) bohat
achay lagtay hein or zameen buri
lagti hay, lekin agar ap kabi kisi
pahar per jain ( like murree ) or
wahan se zameen dekhein to apko
nechay ka manzar bara acha lagay
ga .. bilkul isi tarah humein lagta
hay k humari zindagi bari mushkil
hay, or hum se ziada pareshan
shayed hi koi ho. . lekin jab hum
aisa sochtay hein to hum zameen pe
kharay hotay hein, thora oper ja
kar , apnay se nichlay darjay kay
logon ko dekhein , apko zindagi
khoobsorat lagay gi.
(from prog. zavia )
*


* Reply
* Jannah Forum


Search:
topics replies


* Jannah

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store