Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com
Subject: *~~~~SUNA HAI~~~~~*
Replies: 45 Views: 704
sohel77 8.06.11 - 10:03am
Dosto ye ek funny topic hai. is me hume koi bhi bat kahene se pahele kahena hai. SUNA HAI.
.
Suna hai aaj wednesday hai.
.
Suna hai ye ek funny topic hai.
.
Suna hai aaj barsat hone wali hai.
*
rahebar 8.06.11 - 10:15am
Suna hai yahan do nai mod bahot dhoom macha rahay hain. *
mahfooz 8.06.11 - 11:09am
suna hai aaj ek best freind ki entry yahan hui hai jannah me *
01awan01 8.06.11 - 12:02pm
suna hai hum se koi bat ni krna chahta *
rahebar 8.06.11 - 03:36pm
Suna hai aaj raat Don aanay wala hai. *
sohel77 8.06.11 - 03:37pm
suna hai don ko police pakad le gae. *
rahebar 8.06.11 - 03:56pm
Suna hai Don kabhi pakda nahi jata. *
aysha111 8.06.11 - 05:45pm
sab kaan khol kar sunlo, don yaha aa chuki hai. //// very nice and funny topic. Thanx for made it. *
suraj242 8.06.11 - 06:01pm
Suna hai koi duplicate don yahan aa gaya hai...
Asli don to yahan hai. *
aysha111 8.06.11 - 06:34pm
suna hai suraj ji nakli don hai. *
rahebar 8.06.11 - 06:39pm
Suna hai nahi balke sahe hai. *
suraj242 9.06.11 - 12:30am
Suna hai sablog milker mujhe duplicate bana rahe hain... *
sohel77 9.06.11 - 03:37am
suna hai don banna bahot mushkil hai. *
aysha111 9.06.11 - 05:01am
suna hai aajkal nakli don bahut ghum rahe hai. Beware guys. Ha ha ha *
suraj242 9.06.11 - 05:39am
Suna hai ki... i am the real DON. *
sohel77 9.06.11 - 07:41am
Suna hai real don to ye hai.
*
suraj242 9.06.11 - 01:53pm
Suna hai ki bina sune kuch suna nahi jata ...
Aur jo sun ke v na sune , use pite bina raha nahi jata .... *
rahebar 9.06.11 - 01:59pm
Suna hai jo pit chuka hai usay kya pitna. *
suraj242 9.06.11 - 05:41pm
Suna hai ki koi pitna chah raha hai... Haha.. *
rahebar 9.06.11 - 05:51pm
Suna hai ye pitai kam padh gai shayad. ha ha ha *
aysha111 9.06.11 - 05:59pm
suna hai ab to kaam tamam karna padega. *
sohel77 9.06.11 - 06:13pm
suna hai ap jo commitment karti ho pura karti ho!
*
rahebar 9.06.11 - 06:17pm
Suna hai aap ne jo suna hai wo sahe suna hai. *
suraj242 9.06.11 - 06:34pm
Suna hai ki log itna kyun sunte hain?? *
aysha111 9.06.11 - 06:50pm
Suna hai aapne sahi suna hai sohel ji. *
rahebar 10.06.11 - 11:36am
Suna hai aaj kal yahan Don ka aana jaana hai. *
sohel77 10.06.11 - 12:03pm
Suna hai kuch new members ki entry huvi hai. *
rahebar 13.06.11 - 09:29am
Suna hai k ye baarish ka mousam hai. *
aasim07 14.06.11 - 12:34pm
Suna hai ye group bahot achcha hai. *
rashmee 14.06.11 - 12:52pm
suna hai koi ane wala hai. *
king.k 14.06.11 - 12:59pm
Suna hai kay aap ne sahe suna hai hum aane wale hai. *
aysha111 15.06.11 - 07:11am
Suna hai rahebar ji or sohel ji bohat he nice person hai. *
rahebar 15.06.11 - 07:44am
Suna hai ayesha jeeee ne jo suna hai wo bilkul sahe hai. *
rashmee 15.06.11 - 08:57am
-suna hai aysha jee 1nice n help karne wali ladki hai. *
rahebar 17.06.11 - 12:02pm
Suna hai k aaj net bahot slow hai. *
shahbaz4 17.06.11 - 12:32pm
suna hai k aj such me net slow hai. *
rahebar 20.06.11 - 02:34pm
Suna hai aaj sab busy hai. *
sohel77 21.06.11 - 11:52am
**suna hai jannah ko two star mile hai. *
don..4u 22.06.11 - 01:38pm
suna hai yaha b ek don hai. *
aysha111 22.06.11 - 05:48pm
Suna hai wo don me hu. *
sohel77 25.06.11 - 02:08pm
suna hai yaha aj don ka competition ho raha. *
aysha111 25.06.11 - 03:45pm
Suna hai orignal don (its me) se ko compitition nahi kar sakta. *
parvaiz1 25.06.11 - 09:30pm
suna hai orignal don ko saat mulkon ki police dhund rahi hai ! *
sohel77 11.07.11 - 12:02pm
suna hai sub bsy hai? *
rajan801 12.07.11 - 11:43am
Suna hai aaj meri kismat palatne wali hai *
sohel77 13.08.11 - 01:01pm
suna hai kuch hone wala hai. *